Samagree : 1/2 kilo pyaz
1/2 kilo tamatar
2 ts oil
1 ts adrak, hari mirchi ka paste
2 ts khaskhas, safed til, magaz k bij ka paste ( khaskhas, til, magaz ko rat se bhigo kr rakh de or subah pees le.)
1 ts daalchini, long, ilaychi ka pisa hua masala
1 khadi laal mirch
1 ts kasoori mathi
1 tejpatta
2 ts malai
20-25 nag kaju (kaju halke bhune hue ya tale hue)
namak swadanusar
shakkar swadanusar
kisa hua paneer
Vidhi : (1) Sabse pahle ek presser kukar me tamatar or pyaz ko alag alag ubaal le, or ubalne ke bad dono ko pees le, or tamatar ke chilke utar le..
(2) fir ek kadhai me tel dalkar khadi laal mirch or tejpatta dale.. fir kasoori mathi dale.....
(3) uske turant bad pyaz ki pyuri dale..
(4) pyaz halki laal hone par adrak-hari mirch ka paste dale..5-10 min tak pakane ke baad tamatar ki pyuri dale.
(5) fir thodi der bad khaskhas, safed til or magaz ka paste dale.. ab 10 min. tak use pakne de..
(6) uske bad usme daalchini, long or ilaychi wala pisa masala daal de.. uske turant bad namak or shakkar swadanusar dale or usme malai dale..
(7) fir yadi garam masala dalna ho to usme 1ts garam masala b daal de. or baki masale b apne swadanusar daal de..
(8) uske baad halke bhune ya tale hue kaju ke tukde daale. or kisa hua paneer daal de..........
sarve karte time upar kisa hua paneer sajawat ke liye daal de.......

No comments:
Post a Comment